Plan Every Detail. Manage Every Moment. शादी की जानकारी, फंक्शन और पूरा परिवार — सब एक साथ, हिन्दी और English में।
Open SHAADI BOOKGoogle से login · mobile par bhi chalta hai
Ye sab abhi use kar sakte hain.
दूल्हा-दुल्हन, तारीख़, स्थान, परंपराएँ और बजट — एक बार भरें, हर जगह इस्तेमाल हो।
रोका, मेहंदी, हल्दी, संगीत, निकाह, बारात, रिसेप्शन… जो चाहें चुनें, तारीख़-समय जोड़ें।
WhatsApp लिंक से परिवार को जोड़ें। हर सदस्य को अलग भूमिका और अनुमतियाँ।
शादी में कितने दिन बाकी, आने वाले फंक्शन और शुरुआती चेकलिस्ट।
हर शादी का डेटा अलग। सिर्फ़ वही देख सकते हैं जिन्हें आपने जोड़ा।
एक टैप में भाषा बदलें। मोबाइल पर बिना झंझट के चलता है।
Ye modules abhi ban rahe hain — abhi available nahi hain.
कोई कार्ड नहीं, 2 मिनट में पहली शादी तैयार।
Open SHAADI BOOKShaadi ke planning aur hisaab ka ek jagah ka system — shaadi ki jaankari, funtions (mehndi, haldi, sangeet…), aur poora parivaar milkar. Budget, kharcha, mehmaan, shagun aur vendor ke modules agle updates me aa rahe hain.
Naye users ko 14 din ka free trial milta hai, jo pehli baar use karne par shuru hota hai. Uske baad plan lena hoga.
Aap ek invite link banate ho aur WhatsApp par bhejte ho. Har sadasya ko role milta hai (admin, manager, sahyogi, darshak) aur aap tay karte ho ki kaun kya kar sakta hai.
Nahi. Har shaadi ka data alag rehta hai aur sirf wahi log dekh sakte hain jinhe aap ne jodha hai.
Haan, ek account me kai shaadiyan bana sakte ho — har ek ka data bilkul alag.
Haan, ek tap me bhasha badal sakte ho.